Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDuniya (1968)
HomeDuniya (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai aise milin do nigaahen miltin hain jaise do raahen jaagi ye ulfat purani gaane lagin hain fizayen aahaha aise milin do nigaahen miltin hain jaise do raahen jaagi ye ulfat purani gaane lagin hain fizayen pyaar ki shehanaiyan baj gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai ek dagar pe mile hain hum tum do hum saaye aisa laga tumse mil kar din bachpan ke aaye aahaha ek dagar pe mile hain hum tum do hum saaye aisa laga tumse mil kar din bachpan ke aaye vaadiyaan ummeed ki saj gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai pehle kabhi ajnabi the ab to meri zindagi ho sapnon mein dekha tha jisko
duniya mein sabhi chehre lagte to hain pehchaane kyun phir bhi hain anjaane ye baat wahi jaane haaye duniya isi ka naam hai duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain apne hi apnon se yahan begaane jaise rehte hain begaane jaise rehte hain begaane jaise rehte hain duniya isi ka naam hai jo hum chaahen jo tum chaaho wo kab hota hai duniya mein muqaddar ke ishaaron pe hi sab hota hai duniya mein ye sab hota hai duniya mein duniya isi ka naam hai duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ka naam hai kabhi uss mod par loota gaya hai karwaan dil ka jahaan se do kadam hi faasla baaki thaa manzil ka yahan kehti hai khamoshi hazaaron ghum ke afsaane magar is baat ka matlab koi bedard kya jaane koi bedard kya jaane duniya isi ka naam hai duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ka naam hai yahan har ghum khushi ka ek naya paigaam laata hai andheri raat
falsafa pyaar ka tum kya jaano falsafa pyaar ka tum kya jaano tumne kabhi pyaar na kiya tumne intezaar na kiya falsafa pyaar ka tum kya jaano falsafa pyaar ka tum kya jaano tumne kabhi pyaar na kiya tumne intezaar na kiya khoobsurat ho magar pyaar ke andaaz nahin ye kami hai ke tumhaara koi humraaz nahin dil mein jab dard nahin baat banegi kaise saaz chheda bhi magar pyaar ki aawaaz nahin falsafa falsafa pyaar ka tum kya jaano falsafa pyaar ka tum kya jaano tumne kabhi pyaar na kiya tumne intezaar na kiya kaise samjhaun ye naazuk sa fasana tumko ye woh manzar hai jo mehsoos hua karta hai rehti duniyaa mein wohi rehta hai marr kar zinda pyaar ke naam pe jo jaan diya karta hai falsafa falsafa pyaar ka tum kya jaano falsafa pyaar ka tum kya jaano tumne kabhi pyaar na kiya tumne intezaar na kiya pyaar shiree ne kiya pyaar hi laila ne kiya pyaar meera ne kiya pyaar hi radha ne kiya pyaar har rang mein logon ko sadaa deta hai pyaar ke parden mein hum sab ka khuda rehta
jawaan tum ho jawaan hum hain ye pyaar tumse ho gaya hai jawaan tum ho jawaan hum hain ye pyaar tumse ho gaya hai milan ka ek pal gazab khuda ka jigar mein nashtar chubho gaya hai jawaan tum ho ye garm reti ye paanv naazuk aji naa jaao padenge chhaale ye garm reti ye paanv naazuk aji naa jaao padenge chhaale meri umeedon ka tum ho sooraj meri umeedon ka tum ho sooraj tumhare dam se hain ye ujaale jawaan tum ho jawaan hum hain ye pyaar tumse ho gaya hai milan ka ek pal gazab khuda ka jigar mein nashtar chubho gaya hai jawaan tum ho wo thandi lehron mein kab hai thandak jo mere seene ki aag mein hai wo thandi lehron mein kab hai thandak jo mere seene ki aag mein hai wo geet maujon mein kab milega wo geet maujon mein kab milega jo mere saanson ke raag mein hai jawaan tum ho jawaan hum hain ye pyaar tumse ho gaya hai milan ka ek pal gazab khuda ka jigar mein nashtar chubho gaya hai jawaan tum ho naa aage jaao hai gehra paani phir usspe shola hai ye jawaani naa aage
tu hi meri laxmi tu hi meri chhaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya tu hi meri laxmi tu hi meri chhaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya jaani ki tu jaani haath bada deewani pyaar ka tu sapna tu hai man ki rani jaani ki tu jaani haath bada deewani pyaar ka tu sapna tu hai man ki rani tera hi taraana maine har dum gaaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya tu hi meri laxmi tu hi meri chhaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya patli patli ungli pyaari pyaari ungli jaise lady finger ya majnu ki pasli patli patli ungli pyaari pyaari ungli jaise lady finger ya majnu ki pasli maine tujhko dekha dil mera lalchaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya tu hi meri laxmi tu hi meri chhaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya gori ye kalaayi jaise doodh malaayi jaagi uski kismat jin haathon mein aayi gori ye kalaayi jaise doodh malaayi jaagi uski kismat jin haathon mein aayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dooriyan Nazdeekiyan Duniya (1968) 05:02 12057
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Achala Sachadev
Duration : 05:02   Song Number : 12057   

Duniya Isi Ka Naam Hai Duniya (1968) 05:11 36207
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda, Mukesh
On Screen Actors- 
Dev Anand, Vyjayanthimala, Balraj Sahni
Duration : 05:11   Song Number : 36207   

Falsafa Pyar Ka Duniya (1968) 04:46 13198
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:46   Song Number : 13198   

Jawaan Tum Ho Jawaan Duniya (1968) 04:27 13201
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:27   Song Number : 13201   

Tu Hi Meri Laxmi Duniya (1968) 04:21 19160
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:21   Song Number : 19160